Hindi Sad Sms ( Page 3)
61) Aapki judai rulati rahegi, aapki yaad aati rahegi, Har pal jaan jaati rahegi, Hai jab tak Dil me dhadkan, Saans ye rishta nibhati rahegi.
Length: 137 - April 20, 2016
62) Haqikat jaan lo juda hone se pahle, Meri sun lo apni suna ne se pahle. Ye soch lena bhulane se pahle, Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.
Length: 148 - April 20, 2016
63) agarche do kinaron ka sangam nhi hota, magar ek sath chalna b koi kam nhi hata; wo ankhain ek luta ghar hain jehan aansu nahi rehte, wo dil ek pathar hai jis dil main kisi ka gham nahi hota,
Length: 190 - April 20, 2016
64) Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake.
Length: 150 - April 20, 2016
65) Dard se hath na milate to or kya karte, Gam ke aansoo na bahate to or kya karte. Usne maangi thi humse roshni ki dua, Hum khud ko na jalate to or kya karte.
Length: 156 - April 20, 2016
66) Is kadar hum unhe manane nikle, Unki chahaat ke hum deewane nikle, Jab bhi unhe dil ka haal batana chaha, Unke hothon se waqt na hone ka bahana nikle
Length: 149 - April 20, 2016
67) Jab bhi kisi ko kareeb paya hain, Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain, Kyon dosh dete hain hum kaanto ko, Zakhm to humne phulo se hi paya hain..
Length: 146 - April 20, 2016
68) Apni kismat ke aage bebas hai Insaan, bebas hai khuwab haqeeqat ke aage, Koi ruki hui Dhadkan se puche, kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.
Length: 143 - April 20, 2016
69) Kabhi usne apna hame banaya hi nahi, jootha hi sahi pyaar jataaya hi nahi. kasoor apna hum maan bhi jaate, par kya kare kasoor hamara hume btaya hi nahi.
Length: 153 - April 20, 2016
70) Mera saath na de koi, chalna mujhe aata hai, Har Aag se Wakif hoon, jalnaa mujhe aata hai..
Length: 91 - April 20, 2016
71) Dil se jaane waale ko kaho, aaj is tarah jaaye ki, Har Dil ko lage chot, har aankh bhar aaye.
Length: 93 - April 20, 2016
72) Teri dosti ne diya sukoon itna, ke tere baad koi acha na lage.. Tujhe karni hain bewafai to is ada se kar, ke tere baad koi bewafa na lagey..
Length: 141 - April 20, 2016
73) Rukhsat ho jaayenge aapke Gulshan se, daal se gire hue phool bankar, Aaapki nigaahon se bah jaayenge ham ashqon ki barish bankar.
Length: 129 - April 20, 2016
74) Na jane kaun hai hum, na jane kya hain meri phechaan, koi to jise hum kahe ske aapne, jiske liye hum na rahe anjaan.
Length: 116 - April 20, 2016