Hindi Sad Sms ( Page 3)
61) Dil rote gayi padh honto se muskaan na chuta, zindegi humse dur huyi padh pyaar ka dhaga na toota, samne hai kohra hi kohra padh teri surat aankhon se na chuta.
Length: 160 - April 20, 2016
62) Dard se hath na milate to or kya karte, Gam ke aansoo na bahate to or kya karte. Usne maangi thi humse roshni ki dua, Hum khud ko na jalate to or kya karte.
Length: 156 - April 20, 2016
63) Ye raat itni tanha kiyu hoti hain? Aapne kismat se sabko sikayad kiyu hoti hain? Ye kismat bhi ajeeb khel khelti hain, Jise hum paa nahi sakte, Ussise hi mohabbat kiyu hoti hain?
Length: 178 - April 20, 2016
64) Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake.
Length: 150 - April 20, 2016
65) Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya.
Length: 150 - April 20, 2016
66) Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi, milte milte yeh dooriyaan badti gayi, na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam, dil mein ek andhera si cha gayi.
Length: 151 - April 20, 2016
67) Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
Length: 154 - April 20, 2016
68) dil mein patthar rakh ke unse mooh mora humne, khud ko tod k unka dil toda humne, na jane kitane sitam saha tere liye is dil ne, padh kuch gila v na kar paya humne.
Length: 164 - April 20, 2016
69) Gham hai ki woh hume samajh na sake, hum mil karr bhi mil na sake, do pal ki khushuyan thi meri zindegi mein, gam hai ki ushe v hum rok na sake.
Length: 144 - April 20, 2016
70) Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi, Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki.. Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar, Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti...
Length: 180 - April 20, 2016
71) Mere beete huye zindegi ki kuch itni si kahani thi, Kuch hum khud badbaad huye the. Kuch unki meharbaani thi,
Length: 109 - April 20, 2016
72) In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaan Isme chupa hai mohabbat tere liye Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad Jisme ek tajmahal banayenge tere liye.
Length: 161 - April 20, 2016
73) Kar diya kurban khud ko, hamne wafa ke naam par, Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par.
Length: 96 - April 20, 2016
74) Aate ho Aankho me Chand Sitare Lekar jaane kaha gaya wo.... Khavab Hamare Lekar Kitne bhi dur chale jao humse Lekin Maynt pe tum Aana jarur kafan Lekar.
Length: 152 - April 20, 2016