Hindi Islamic Sms ( Page 2)
31) Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K “Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak K Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye…”
Length: 107 - June 13, 2016
32) “Jab Dua Aur Koshish Say Baat Na Baney Tou Faisla Allah Par Chorh Do, Allah Apne Bando’n K Barey Main Behtar Fesla Karny Wala Hay” Hazrat Ali (R.A)
Length: 154 - June 13, 2016
33) *”*WAMA*”* *”*ARSALNA*”* *”*ILLA*”* *”*REHMATALIL*”* *”*AALAMEEN*”* aap sub ko RABI-UL-AWWAL ki Aamad Mubarak Ho
Length: 132 - June 13, 2016
34) Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)”
Length: 121 - June 13, 2016
35) Quran parho to dil khil jaye, Namaz parho to chehra roshan hojaye, Kitni dilkash hai Rasul-e-Khuda ki Sunnatain, Amal karo to zindagi sanwar jaye
Length: 147 - June 13, 2016
36) Jis ka rabta ALLAH k sath ho wo nakam nahin hota, Nakaam wo hota hai jis ki umidain duniya walon se wabista hon. …..Think….
Length: 128 - June 13, 2016
37) “Muhammad” Kitna piyaara naam hai moo Se pura nikalta nahi Aur Hont ek dosre ko 2 dafa Chum laite hain. (try it)!
Length: 119 - June 13, 2016
38) Allah Ta’Aalla farmata hai jo meri de hoi takleef per saber na kry meri raza mein razi na ho usy cahye wo koi or rab talash kr ly
Length: 131 - June 13, 2016
39) Din ki roshni main “RIZQ” talash karo, aur RAAT ki tariki main “USAY” talash karo jo tumhain “RIZQ” deta hai.
Length: 121 - June 13, 2016
40) Rasoolallah Mohmmed(PBUH) ne farmaya namaj padha karo ye mere aankho ki thandak he aur har namaj insan ko buland karti..
Length: 120 - June 13, 2016
41) Nabi Kareem (SAW) Ne Farmaya: Akele Namaz Parne Se Jamat Ke Saat Namaz Parna 27 Darja Jyada Sawab Milta Hai. (Bukhari-645,Muslim-650)
Length: 133 - June 13, 2016
42) Aap (SAW) Ne Farmaya: Allah (Namaz Ki) Pahle Saff Walo Par Rahmat Bhejta Hai Aur Farista Unke Liye (Rahmat Ki) Duwa Karta Hai (Abu Dawood 664)
Length: 142 - June 13, 2016
43) Aap (SAW) Ne Farmaya: Us Shakhs Ka Wuju Nahi Jisne Allah Ka Naam Nahi Liya Yani Bismillah Nahi Padhi (AbuDawood101 )
Length: 116 - June 13, 2016
44) Kamyab Hai Woh Imaan Wale Jo Apnni Namaz Me Narmi Rakhta Hai Aur Fuzool Ki Baaton Se Bachte Hai. (Quran 23:1-3)
Length: 111 - June 13, 2016
45) Aap (SAW) Ne Farmaya: Kabroki Taraf Munh Karke Namaz Na Paro Aur Na Kabro Par Baitho. (Muslim-972)
Length: 98 - June 13, 2016
46) Aap (SAW) Farmaya: Tum Me Se Koi (Admi Ya Aurat) Sajde Me Apne Haato Ko Is Tarah Na Bichaye Jis Tarah Kutta Bichata Hai. (Bukhari-822,Muslim-493)
Length: 145 - June 13, 2016
47) Qayamat Ke Din Us Saakhs Ka Martaba Sabse Badtar Hoga, Jo Apni Biwi Ke Saath Hambistari Karke Apne Dosto Ko Batata Hai. (Muslim 1433)
Length: 133 - June 13, 2016
48) Allah Ke Rasool (SAW) Kehta Hai, Namaz Me Qatar Seedhi Rakho, Kandhe Se Kandha Milaao Beech Me Jagah Mat Choro Saitan Ke Liye. (Abu Dawood)
Length: 139 - June 13, 2016
49) Jo Cheez Tum Ko Paigambar (SAW) Dein Wo Le Lo Aur Jis Se Mana Karein Is Se Baaz Raho. (Quran 57:7)
Length: 98 - June 13, 2016
50) Nabi(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki sharab ki sodagari haram karar kardi gayi he. (sahih-bhukhari vol 2)
Length: 115 - June 13, 2016
51) Momin wo nahi jis ki mehfil pak ho, Bul-k momin wo hay jis ki tanhai pak ho”
Length: 78 - June 13, 2016
52) Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. (Hazra Ali R.A)
Length: 129 - June 13, 2016
53) Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
Length: 134 - June 13, 2016
54) Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat sirf iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai. (Hazrat Ali)
Length: 225 - June 13, 2016
55) Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)
Length: 118 - June 13, 2016
56) IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezain hain jin k milnay say log badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain (Hazrat Ali)
Length: 115 - June 13, 2016
57) GÖLDEN WÖRDS ¤Jo Dukh de use chor do mgr jise chor do use dukh na do. ¤Din ki roshni me rizq talash kro rat ko use talash kro jo tmhein rizq deta hai.
Length: 154 - June 13, 2016
58) Muhammad(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki raaste se kisi takleef dah cheez ko hatana b ek sadqa hai... (sahih-bhukhari,kitab-ul-mazloom)
Length: 145 - June 13, 2016
59) Hazrat Abu huraira (raziallahu-ta'ala-anhu) bayan krte he ki Rasool(sallallahu-alehy- wasallam) ne farmaya ki logon par ek aisa zamana aaye ga ki insaan koi parwa na kare ga ki jo iss ne hasil kiya wo haram he ya halaal.. (sahih bhukhari,kitab-ul- bewah,hadees
Length: 260 - June 13, 2016
60) Kabhi aye navjawan muslim tadabbur bhi kiya hai tune,vo kya gardon tha jis ka tou ik touta huwa tara,tujhe us koum ne paala hai agosh-e-mohabbat me, kuchal dala tha jis poan me taj sardara... Allama IQBAL(Rahmatullahi-aleh))
Length: 224 - June 13, 2016